Mohabaat ka khel
Tu hai nhi mera, fir bhi teri hoti mai jaa rahi hu,
Nahi samjh h shyd mujhe jamaane ki, naasamjh si hu bs teri bhooli si surat pe marti thi,
यू toh लापरवाह si hu,par teri har ak choti si choti baat ka khayal rakhti thi
Terri दौलत se nhi Mai to sirf tujhse pyar karti thi ,
Apni mohbaat ka bayan karna nhi aata h mujhe,
Par itnti chahat h ki likh du keetab tujhpe ,
Shyad Tab bhi tum mere jasbaat nhi samjh paaye,
Mere gusse ke peache ka tum dard nhi samjh paaye,
Mohabbat jismo se nhi dilo se hoti h ,
Shyd tum itni Choti si baat nhi samjh paaye,
Jismo se agr mohanbaat hoti ,to log jismo
Ke bajar me he jaate ,
Na ki apni mohabaat ko paane ke liye,
Mandir or masjeed me jaate,
Mohabaat to do dilo ka mel h ,do jism ak sareer h ,
Band aakho me bhi ,apna pyar najar aaye ,
Ye he mohabaat ki nishani h..
Shyda meri tumhari ye adhuri kahani h,
Isse khuda ne nhi,khud tumne adhura kiya h,
Mujhe chor kar kisi or ka hath tumne tham liya h,
Tum khush ho aaj kisi or ke sath,hum akele aaj bhi h sab ke hone ke bhi baad,
Koi fark nhi padta tumhe mere hone ya,na hone se,
Mai to bus ak खिलौना thi tumhre liye, खेलने का,
Jab chaha kheal liya ,jab chaha tor diya आईने ki tarha..
Tum khush ho aaj kisi or ke ho ke ,hum roo rahe h aaj bhi tumhe khoo ke,
Bewafa tum nikale ,dil mera toota..
Saja bhi mujhe mili ,adhuri mohabaat meri rahi..
Shyd mujhe sachi mohabaat karne ki ,yahi ye saja mili...
😊😊
Neetzpoetryworld 😊😊👇👇click here plz
https://www.blogger.com/u/7/blogger.g?blogID=930200755043101680#allposts

Mohabaat ka kheal |

Comments
Post a Comment