Jism ki bhookh

Jismo ke bhookhe ho gaye ho kyu Tum...
Samjo kabhi meri bebashi ko,,
Dard h Yaha kitna,, fir bhi hase h ye dil tume dekh ke,,
Tumhari mohabaat me hum khud se door ho gaye,,,
Tere itne kareeb aaye ki, apne apno ko bhool gaye,,
Tumhari mohabaat ka nasha kuch hum pe aesa chala  ,,
Khud ko kar diya tere hawale,,
Or ye Jism bhi tera hua,,
Khud ko tere naam kar ke,  ho gaya  tere liye badnaam hum,,
Teri bhookh shant karte karte,,
Hum to duniya ki najar me
Bazaaru
 ho gaye,,

Tujhe Paane ke liye hum khud
Ka Sauda kar gaye,,
Tere passh aate- aate
Hum khud se  door ho gaye,,
Tum KYa jaanoge mera dard,,
Roti hu mai bhi khoon ke aashu,,,
 koi bhi to aata nhi,
kabhi mujhe chup karane,,,
Tere dard ko humne mita diya,,,
Tere liye khud ko humne
Badnaam kar diya.....
Jismo ke bhookhe ,,
,Tum KYa samjoge mere
pyar ko
Tere Pyar ko Paane
 ke liye hum ne khud ko tujhe
 beach diya ...
Neetz poetry world๐Ÿ’‹

Comments

Popular posts from this blog

Naya Saal hai aaya